close
About Family

Where is your family from?
aapka parivar kahan se hai?

My family is from _______.
mera parivar(m) Taiwan se hai.
meri family(f) Taiwan se hai.

How many members are there in your family ?
aapke parivar me kitne members(sadasya) hai? 
mere parivar me 6(che) sadasya hai.

How many elders are there in your family?
aapke parivar me kitne bade log hai ?

members
sadasya

how many
kitna 
kitni
kitne

elders
bade log

aapka naam kya hai?
What's your name ?
aapke papa ka naam kya hai?
aapke pati ka naam kya hai?
mera papa ka naam John hai.

aapke mata ji ka naam kya hai?
mari mummy ka maam Meera hai.

aapke bhai ka naam kya hai ?
mere bhai ka naam Mike hai.
aapki bahin ka naam kya hai ?
Meri bahin ka naam Paula hai.

How many siblings do you have ?
aapke kitne siblings hai ?
aapke kitne bhai-bahin hai?
mera ek bhai hai.(m.s)
mere dau bhai hai.(m.p)
meri ek bahin hai.(f.s)
meri dau bahine hai.(f.p)
mera ek bhai aur ek bahin hai.
meri ek bahin aur ek bhai hai.

elder brother /brothers
bada bhai / bade bhai
younger brother / brothers
chhota bhai /  chohte bhai
younger sister / sisters
chhoti bahin /chhoti bahine

What do they do ?
Ve kya karte hai?
kis=which
kis kaam me involve hai ?
kis business me hai?

mere pita ji engineer hai.
meri mummy samag savika (social worker)hai.
mera bhai accountant hai.
meri bahin nurse hai.

what does your family like ?
aake parivar ko kya pasand hai ?

we like to travel.
Hume ghoomna(travel) pasand hai.
Hum shakahari(vegetarian) hai.

We like to watch movies.
Hume movies dekhna pasand hai.
Hume saath me movies dekhna pasand hai.
saath me = together

We do not like a messy place.
Hume gandagi pasand nahin hai.
Hume safai pasand hai

gandagi=messy
sadai=cleanliness

my brother plays guitar very good.
mera bhai bahut accha guitar bajata hai.

my sister is very chatty.
meri bahin bahu bolti hai.

My aunt from Lucknow is very frugal(節儉).
meri Lucknow wali aunt(mausi) bahut kanjoos hai.

bahut mehnati
mehnati= hard working
arrow
arrow
    創作者介紹
    創作者 eat8bq 的頭像
    eat8bq

    好日子

    eat8bq 發表在 痞客邦 留言(0) 人氣()